Loading...

Manzil

Kal ki shubh dooje desh bitana hai,
Is jahan ko chhodh kahi bas hi jaana hai,
Swarg ka dwar bhi khul jayega
Pragti ki aur naya kadam badhana hai
Dooje to shadyantr rachte hai
Par hum panchhiyon ko
Kahi na kahi udh hi jaana hai
Manzil ki pyaas or aazadi ki bhookh me
Is jag se ladne ka rutba jatana hai..
Is jag ko hume yahi sikhana hai
Mere path panthi jara dekh samhal k chal,
Ye duniya badi ajeej haikhud hi khud me badi hi teez hai
Kal to yaha se chale hai jana hai,
Swyam ko kshan bhar me samet le jaana ha,
Satya k sang rahne wale ..
O Satya Sai…tu mere sang hi rahna
Mujhe nayi duniya basana hai..
Apni hare k manjil ko paana hai..♥♥

(2012)

Other works by Yashi (Lovely Trouble)...



Top